Woh shaks kabhi dasht se guzray usay kehna
Ek pal mery ghar men bhi thehray usay kehna
Kehna k samundar k kinare pe na jaye
Kuch log smundar se bhi hain gehray usay kehna
Zarkheiz zameene kabhi banjhar nahi hoti
Darya hi badal lehte hain raasty usay kehna
Kuch log safar k liye mouzu nahi hote
Kuch raasty kattay nahi Tanha usay kehna
Is shehar me kuch keh k gunahgaar na hona
K basti k sabhi log hain behray usay kehna
phir waqt k maktal me sajhti hain woh aankhein
jo dekhti hain khowaab sunehry usay kehna

Tag :
poetry in urdu
0 Leave a Reply "Woh shaks kabhi dasht se guzray usay kehna Ek pal mery ghar men bhi thehray usay kehna "